Thursday, March 31, 2005

Song for the day

Nice music, well sung, though weak lyrics........nyways been listening to this song from Zeher all day.


woh lamhein woh baatein
koi na jaane
thi kaisi raatein
ho barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein
woh bheegi bheegi yaadein

na main jaanou
na tu jaane
kaisa hai ye mausam
koi na jaane
kahin se ye khiza aayee
gamon ki dhoop sang layee
khafa ho gaye hum
juda ho gaye hum

sagar ki gaharee se
gehra hai apna pyar
saheraon ki in hawaon mein
kaise aayegi bahaar
kahan se ye hawa aayee
ghataein khalee kyoon chayee
khafa ho gaye hum
juda ho gaye hum

No comments: